Ticker

5/recent/ticker-posts

Ad Code

Tu Jaane Na | Atif Aslam | Ajab Prem Ki Ghazab Kahani

Song: Tu Jaane Na
Movie: Ajab Prem Ki Ghazab Kahani
Singer(s) - Atif Aslam
Lyrics Writer - Irshad Kamil
Music Director - Pritam


Kaise Bataaye Kyun Tujhko Chaahe

Yaara Bata Na Paaye

Baatein Dilon Ki Dekho Jo Baaki

Aankhein Tujhe Samjhaaye

Tu Jaane Na Aaa

Tu Jaane Na

Tu Jaane Na Aaa

Tu Jaane Na


Milake Bhi Hum Na Mile

Tumse Na Jaane Kyun

Milon Ke Hai Faasle

Tumse Na Jaane Kyun

Anjaane Hai Silsile

Tumse Na Jaane Kyun

Sapne Hai Palakon Tale

Tumse Na Jaane Kyun

Kaise Bataaye Kyun Tujhko Chaahe

Yaara Bata Na Paaye

Baatein Dilon Ki Dekho Jo Baaki

Aankhein Tujhe Samjhaaye

Tu Jaane Na Aaa

Tu Jaane Na

Tu Jaane Na Aaa

Tu Jaane Na


Nigaahon Mein Dekho Meri

Jo Hai Bas Gaya

Woh Hai Milata Tumse Hubahu

O O O Jaane Teri Aankhein Thi Ya

Baatein Thi Wajah

Huye Tum Jo Dil Ki Aarzoo

Tum Paas Hoke Bhi

Tum Aas Hoke Bhi

Ehsaas Hoke Bhi

Apne Nahi Aise Hai

Humko Gile Tumse Na Jaane Kyun

Milon Ke Hai Faasle

Tumse Na Jaane Kyun

Tu Jaane Na Aaa

Tu Jaane Na

Tu Jaane Na Aaa

Tu Jaane Na


Kaise Bataaye Kyun Tujhko Chaahe

Yaara Bata Na Paaye

Baatein Dilon Ki Dekho Jo Baaki

Aankhein Tujhe Samjhaaye

Tu Jaane Na, Tu Jaane Na

Tu Jaane Na, Tu Jaane Na



Post a Comment

0 Comments